Ye bhi aadab hamare hain , tumhain kya malum, hum tumhain jeet ke hare hain ,tumhain kya malum, ek tum ho ke samajhte nahi hum ko apna, ek hum hain ke tumhare hain, tumhain kya malum…!!!
Youn kabhi tabaahi ka jashan mana lete hain, apni palkon pe sitaron ko saja lete hain, tum to apne the zara haath badhaya hota, ghair bhi doobne wale ko bacha lete hain…!!!
Follow us on Social Media